TereyAalinganMeinPrabhu --------------------------------------- Chorus Tere aalingan mein prabhu jo bhi aa gaya hai-2 Uska tamam kaam yun hi ban gaya hai-2 1. Meri taraf jab bhi thune bahen faillaye Duniya ki koi cheez man ko nahi bhayi Aise ho kismat pe mujhe naaz ho gaya hai Mere bhi naseeb ka hisaab ho gaya hai 2. jis jis ko mila teri baahon ka sahara zindagi mein usne nahi koi daav nahi haara jab kisi pe thumko prabhu pyaar aa gaya hai uska tabhi se beda paar ho gaya hai 3. thujhpe jo bhi zindagi ki baazi lagaye thu be use haath dhar saath mein chalaye jab koi fislan pe mera paun ad gaya hai tabhi prabhu thune mujhe godh mein liya hai 4. thune meri zindagi ki baghdor sambhali apne hi marzi se meri zindagi bana li mere har chalan pe thune kabu kar liya hai tera har irada maine apna kar liya hai 5. aacha rahun ya hoon bura, tujhko bha gaya hoon zindagi ki daud mein main tujhe paa gaya hoon Meher ne Pratap ko jab aalingan kiya hai Achhe bure ka tho faisla bhi ho gaya hai Chorus….