Thu bhaj koi bhi naam re ------------------------------------- Chorus: Thu bhaj koi bhi naam re Sabka ek hi dhaam re-2 1. Ram kaho ya Rahim kaho re-2 Zarathrusht kaho Christ kaho re Ram kaho ya Rahi kaho re Kehne mein kya jo bhi kaho re-2 Japna keval kaam re, kaam re Sabka ke hi dhaam re-2 Ch. 2. Muft ladai mein kya rakha hai, kya rakha hai Saanch ki khoj hame karna hai Tera mera sab tyajna hai-2 Jhoothi sab dhum dhaam re, dhaam re Sabka ek hi dhaam re-2 Ch. 3. Sabko hai adhikar yahan par haan yahaan par, haan yahan par Satdarshan ka kaam niranthar Kaam niranthar, kaam niranthar Dheeme dheeme hum manzil par-2 Apna karenge mukaam re, mukaam re Sabka ek he dhaam re-2 Ch. 4. Baar baar dharthi par aakar,dharthi par aakar Chup gaye prem ki jyothi jalaa kar Peeche lagaye unke upar-2 hamne dharm ke naam re, naam re Sabka ek hi dhaam re-2 Ch. 5. Yehi kehne Meher Avatara Meher Avatara, Meher Avatara Mounmayi sandesh ke dvara Sandesh ke dvara, sandesh ke dvara Madhusudan chahe ujiyara-2 Daaman unka thaam re, thaam re Sabka ek hi dhaam re-2 Ch.